Anjeer Fruit Benefits In Urdu | Anjeer Ke Faide In Urdu | Fig Benefits In Urdu | Fig (Anjeer) benefits in Urdu | Anjeer In Islam
Anjeer Ke Faide In Urdu
Anjeer Fruit Benefits In Urdu
Anjeer In Islam In Urdu
Fig - Anjeer
Fig is a fruit. It is very harmful fruit. It called as Anjeer in Urdu. Fig has two types, fresh fig and dry fig. Fig is mostly use in dry form, as a dry fruit. Fig is use with milk also. It has full of water. It is use in Cake and Jam. Fig (Anjeer) is a tonic for weak peoples. Fresh Fig has 88.1 % Moisture, 1.3 % Protein, 3 % Fats, 7.6 % Carbohydrates, 2.2 % Cellulose, 6 % Iodine and 35mg Calcium, 22mg Phosphorus, 6mg Iron, 80 unit Vitamin A, 2mg Vitamin C, Vitamin B and 80 unit Calorie.
Dry Fig has 23 % Moisture, 3.4 % Protein,
1.3 % Fats, 63.4 % Carbohydrates, 5 % Cellulose, 2.4 % Iodine and 126mg
Calcium, 77mg Phosphorus, 3mg Iron, 80 unit Vitamin A, little bit
Vitamin B, 274 unit Calorie. In this page, you will read the benefits
and information about Fig (Anjeer) Fig Benefits In Urdu (Anjeer Ke
Fawaid) and (Anjeer Ka Faida) Anjeer Benefits In Hindi.
Fig Tree - Anjeer Tree
Fig (Anjeer) ka tree aik
aam tree hai. Duniya ke mukhtalif hisson mein iss ki kasht hoti hai.
Anjeer godeydaar phal (fruit) hai aur pakka phal (fruit) rasdaar hota
hai. Chonkey is ka phal bohat jaldi kharab ho jata hai. Is liye aam taur
se dry he farokht hota hai. Is ka mizaj garam o tar hota hai.
Fig Benefits In Urdu (Anjeer Ke Fawaid)
Fresh Figs And Dried Figs
Fresh figs mein pani ziyda
hota hai aur protein, fats, carbohydrates kam hota hai. Jab ke dried
figs mein ghizaiyyat ziyada hoti hai. Is ka khas juz sugar hai, jo 51 se
74 % hoti hai. Anjeer (Fig) ko dodh ke sath bhi istemal karte hain.
Jab Anjeer (Fig) ko meyde ke sath khate hain to meyde ke qabz karne ka
asar waste ho jata hai. Anjeer ko cake aur jam banana ke liye bhi
istemaal karte hain. Fresh Anjeer ki ghizaiyat aur dru Fig ki ghizaiyyat
aap table ke zariye maloom kar sakte hain.
Fresh Figs 100 Grams ki Miqdar
Ghizaeyyat
88.1 % moisture, 1.3 % Protein, 3 % Fats,
7.6 % Carbohydrates, 2.2 % Cellulose, 6 % Iodine.
Iodine aur Vitamin : 35mg Calcium, 22mg Phosphorus, 6mg
iron, 80 unit Vitamin A, 2mg Vitamin C, thori miqdar mein Vitamin B, 80
unit Calorie.
Dry Figs 100 Grams ki Miqdar
Ghizaeyyat
23 % moisture, 3.4 % Protein, 1.3 % Fats,
63.4 % Carbohydrates, 5 % Cellulose, 2.4 % Iodine.
Iodine aur Vitamin : 126mg calcium, 77mg Phosphorus, 3mg
iron, 80 unit Vitamin A, thori miqdar mein Vitamin B, 274 unit Calorie.
Dry figs ko 8 se 12 ghanton
tak pani mein bhigo den, phir is ke baad khaeyn. Anjeer mein ghizaeyyat
bohat hai. Is liye bemari mein kamzori ke liye bohat mufeed hai. Yeh
kamzor logon ke liye acha tonic hai. Fig qabz ki behtreen dawa hai aur
peyt saaf karti hai. Yeh badhazmi aur peyt ke bohat se amraaz mein
faideymand hai. Qabz kusha khasiyat ki wajah se yeh bawaseer ke liye
bohat mufeed hai.
2, 3 Anjeer raat mein bhigo
kar subha ko khaeyn. Anjeer (Fig) leucoria, anemia (Khon Ki kami),
Dhaat ki kamzori, nakseer photna, teeth ki kamzori, skin infections aur
badi waghera mein bhi bohat mufeed sabit hoti hai. Fresh Anjeer khane se
Lips, Tongue aur Mouth ke chaaley waghera door ho jate hai. Saans ki
takleef mein bhi Anjeer bohat mufeed hai, yeh balgham ko nikalti hai.
Anjeer jinsi kamzori mein Almond aur
Dates ke sath istemal karna chahiye. Anjeer Fig bachon ke jigar ki
bemariyon ki behtreen dawa hai. Bawaseer (hemorrhoids) aur ghattiya ke
marz mein bhi Anjeer bohat mufeed hoti hai. Anjeer ko baraber khane se
gurda (Kidney) ki pathri bhi Ghul kar Urine ke raaste nikal jati hai.
Yeh jigar aur tilli ke liye bhi faiydemand hai. Anjeer Mirgi ki bimari
ke liye bohat mufeed dawa hai. Anjeer Ke Faide In Urdu
Anjeer In Islam In Urdu
Anjeer Fruit Benefits In Urdu
Fig Benefits Fig cultivation Iran, Afghanistan, Italy and is going in the other countries of the world. Fruit on the fig tree comes twice a year. There are two types of figs. Fig effectiveness is slightly warm. Fresh figs are more beneficial than dried figs. 80% water and 17% is sugar in fig. Figs are sweet and delicious fruit and it is used as a fruit and medicine. The beauty of figs, sugar is absorbed in the body soon. The beauty of figs is sugar absorbed in the body soon. While this quality is low in sugar. That is reason that fig is the main source of supply Immediate Effectiveness. Fig is beneficial for hemorrhoids. Since the citrus acid, Acidic acid and milk acid is present, it is useful to digestion. Fig has also the ability to create blood. 12% iron and vitamin B present in fig and both plays an important role in creating the blood. That is why the use of fig, skin and face shines and clean the skin and face. 1.3 % protein present in fig and fat is very low. In fig calcium 0.006% and phosphorus 0.003% present. In this fruit sugar, protein and fat are important contain while Mineral components such as vitamin, calcium and phosphorus are present. These are making power full of it. That is why fig makes body fatty. To use of fig continually increase body weight. Especially In winter season children fed to their development is well. Children will fair colour. Moreover, it is beneficial to prevent hepatitis B. Raisins, fig and honey mixture is powerful tonic. The human body's nervous system, gastrointestinal, liver, intestines and kidneys offers the best resistance system. This is beneficial in kidney and bladder stones. Fig uniqueness is that no fiber in it. After disease restore the energy fig use is very Effectiveness. Figs are easy to digest. For some people, a meal is difficult to digest, do not feel hungry. In such case after meal eat 3 dried figs then the next meal you will feel hungry. The health benefits of figs or anjeer include treatment of sexual weakness, indigestion, piles, diabetes, cough, bronchitis, constipation and asthma. Figs have high iron and folate content. This is highly beneficial for iron deficient anemic individuals, along with heavily menstruating, pregnant and lactating women. Fig contain health benefiting soluble dietary fiber, minerals, vitamins, and pigment anti-oxidants that contribute immensely for optimum health and wellness. It also helps in gaining weight after illness. Sore throat and cough away and Mucus decreases. You can find here anjeer, anjeer ke faide, anjeer ke fawaid in Urdu, fig in Urdu, fig benefits in Urdu. Injeer ke Faide: | |
Anjeer ki kasht Iran, Afghanistan, Italy, aur dunya
key degar mamalik mein hi ki ja rahi hai. Ise Arabic
mein teen English mein fig kehte hain. Anjeer key
darakht par saal mein do martabah phal aata hai. Is
ki do qismein hoti hain. Aik kalan jab keh doosri
khord kehlati hai tahum kalan ko ziadah behtar aur
moassar kheyal kia jata hai go lar key phal ki tarah
is mein bareek aur buhat chote chote gol dane hote
hain. Taseer mein thora sa garam aur tarawat wala hota hai. Khushk key moqable mein tazah injeer zaidah faidah punchata hai. Injeer mein 80% pani hota hai jabkeh baqyah hissah chemical lehaz se nihayat ahum aur sehat afza par mushtamil hai. Injeer mein osat 17.1 % tak sugar hoti hai. Injeer ka shumar lazeez aur sheerein phalon mein kia jata hai aur bator mewah aur dawa istemaal hota hai.
Injeer ki sugar ki khoobi yeh hai keh yeh jism mein jate
hi aasani se jazb ho jati hai. Jabkeh aam sugar mein yeh
khasoosyat kam hoti hai. Yahi wajah hai keh injeer ko
fori tawanayi ki farahmi ka ahum zariyah kheyal kia jata
hai.
Anjeer Bawaseer key liye faidaah mand hai chun keh is mein citrus acid, Acidic acid aur milk acid ki bhi moqdar mojood hoti hai is liye hazmah mein mufeed sabit hoti hai. Injeer mein khoon paida karne ki salahiyat bhi mojood hai isi liye ise mold khoon bhi kaha jata hai. is mein 12 % folad aur qabil qadar moqdar mein vitamin B hote hain aur yeh donon ajza khoon ki paidaish mein ahum kirdar ada karte hain. Yahi wajah hai keh injeer key istemaal se chehre aur jild nikharti hai aur jild aur chehre par mojood daagh dhabbon ka khatmah hota hai. Gale ki kharash aur kushk khansi door karta hai. Balgham kam karta hai lehaza dammah mein bhi mufeed hai. Injeer mein sugar key elawah lahmiyat 1.3 % jabkeh chiknayi baraye naam hoti hai. Is key elawah calcium 0.006% aur phosphorus 0.003% taak milta hai lehaza is phal mein sugar lehmiyat aur chiknayi jaise ahum ghizayi ajza jab keh vitamin, calcium aur phosphorus jaise madani ajza ki mojoodgi ise qawi tar bana deti hai. yahi wajah hai keh injeer jism ko farbah karta hai aur is key kuch arsa tak mosalsal istemaal se wazan barhta hai no umri mein agar bachon ko khasoosan mosam sarma mein injeer khelayi jaye to in ki bakhoobi nasho numa hoti hai aur bache ka rung bhi saaf ho jata hai. jigar ki islah karne mein bhi is phal ko khasoosi ahmiyat hasil hai.liver cirrhosis mein jab jigar tezi se sukarta chala jaraha ho ya is mein reshah dar sakhtein banna shuru ho gayi hon to kuch arsah nehar munh injeer khane se is marz se nijat mil jati hai. Injeer mein mojood namyati tarshe (milk acid, citrus aur acitic acid) jaraseem se pak hone key sath sath anti bacterial khasoosyat key bhi hamil hain. Yahi wajah hai keh jildi amraz mein injeer ka istemaal behtar kheyal kia jata hai. Phore phunsiyon mein injeer aur is ka sharbat faidah mand rehta hai. chechak aur moti charah mein injeer, mawez, munaqqa aur kalan ka joshandha pilane se dane aasani se nikal aate hain. Kasal mandi rafa ho jati hai aur marz ka hamlah toot jata hai. Is key elawah yeh hepatitis B se bacao key liye faidah mand hai. munaqqa injeer aur shehad ka murakkab aik behtareen taqatwar tonic hai. jo insani jism key aasabi nizam key elawa mede jiar, aanton aur gurdon ko behtareen dafayi nizam farahum karta hai. Injeeer ki infaradiyat yeh hai keh is mein resha nahi hota. Taweel thaka dene wali bimari key baad sehat o energy ki bahali key liye injeer ka istemaal intehayi mufeed aur kar aamad kheyal kia jata hi kiun keh reshah na hone ki bina par yeh fori tawanayi ka zariyah banta hai jis se mede aur aanton par kisi qisam ka koi bojh nahi par ta aur na hi tabyat mein koi garanni mehsoos hoti hai. Akhraj balgham key liye khansi mein is ka jo shandah buhat mufeed hai. Pasinah awar hone ki wajah se ise chechak mein bhi istemaal karte hain. Gurde aur masane ki pathri key liye bhi faidah mand hai. doodh mein paka kar phore par bandh na akseer hai aanton ki khushki door karne key liye is ka murakkab sharbat injeer istemaal karte hain. Injeer zod hazam hai. baaz logon ko aik waqt ka khana bhi hazam karna mushkil hota hai aur doosre khane key waqt inhein bhook nahi lagti aur tabyat khane ki taraf mail nahi hoti. Aisi halat mein agar khane key baad teen adad khushk injeeer khali jayein to agle khane key waqt zaroor bhook lage gi. Is se riyah kharij ho jati hai aur jald bhook lgti hai. (aanton ki khushki door karne wali) aur narm hone key nate injeer qabz rafa kartihai. Burhape(old age) mein jab mede ki sakhtein kamzor ho kar jism mein uric acid ki ziadti ka sabab banti hain to injeer ka istemaal uric acid key bahao key liye buhat mufeed hai. Tags: fig benefits, fig benefits for men, fig benefits for women, fig benefits for hair, fig benefits for skin, anjeer ke faide in urdu, anjeer urdu, anjeer ke faide, anjeer pregnancy Warning: This site provides general information about your health. for more information and treatments please contact your doctor. |
|
|