Aj main aik Chhoti se tip
le k aya hon jo shaid bahot kam logon ko pata ho wo ye k ap Time k sath
apna Naam kaisay likh saktay hain.
Es k liay ap sab se pehlay Control Panel main jaen aor "Regional and Language Options" ko open karain, aik window open ho gi yahan se center main aik Customize ka button ho ga us pe click karain aor open honay wali window se Time k Tab pe click karain, AM aor PM Symbol wali jaga pe apna naam likh dain aor Apply kr dain.

No comments:
Post a Comment