Wednesday 20 February 2013

Guava Benefits In Urdu || Benefits of Guava In Urdu || Amrood Benefits || Guava History || Guava Ka Faida || Guava Fruit Health Benefits In Urdu || Guava Fruit Benefits In Urdu || Amrood History In Urdu || Guava Benefits || Guava Benefits In English || Amrood History || Amrood Benefits In Urdu For Women

 Guava Benefits In Urdu || Benefits of Guava In Urdu || Amrood Benefits || Guava History || Guava Ka Faida || Guava Fruit Health Benefits In Urdu || Guava Fruit Benefits In Urdu || Amrood History In Urdu || Guava Benefits || Guava Benefits In English || Amrood History || Amrood Benefits In Urdu For Women
 
 
 
 

                          Guava (Amrood)

Guava (amrood) is a fruit. It scientific name is Psidium Guajava. Guava is cultivated twice in a year. Guava is very useful for flu, cough, digestion problem, cholesterol, allergy, piles, blisters in mouth, constipation and more. It leaves are use for making medicines. Guava is very tasty to use with salt and black pepper. It do not use in empty stomach. Guava is better to eat after lunch or dinner. It is one of the tropical fruit. Guava is a sensitive fruit. It has rich in Vitamin C and fiber. 100 gram Guava has 76-gram water, 1.6 % protein, 0.2 % Fats, 0.1 % calcium, 0.4 % Phosphorus, 1 mg Fiber, 100 – 300 mg Vitamin C and 0.5 % potassium. It has round and oval in shape, little bit bitter in taste, otherwise sweet in taste. The outer skin of Guava is rough and inner is soft and hard both. so please sugar patient first take advice to your Doctor then use any tips, In this page, you can see Guava benefits In Urdu ( Amrood Ke Faide ) in Roman Hindi.

Guava In Urdu


(Amrood In Urdu and Roman Hindi) 

Amrood (Guava) white ho ya red nihayat qeemti ajzaa aur zaiqey par mushtamil hota hai. Guava fruit year mein 2 martaa ata hai. Is ki 2 faslen hoti hai. Aik barsaat mein aur dosri jarhon mein. Jarhon mein amrood nisbatan ziyada meethe aur lazeez hote hain. Amrood ka mizaj garam o tar hota hai. Sard mausam mein bhi is ke khuwas zood asar hote hain. Flu, cough, quwwat e hazma, pait ke keerhon, mou ke chaalon aur cholesterol kam karne ke liye intehai mufeed fruit hai. Aam taur par Guava leaves medicines banana ke liye istemal hote hain, guava ko dho kar is ki qashen banal en aur phir in par namak aur kali mirch daal kar kuch dair bad istemal kiya jae. Khali peyt Anrood (Guava ) khane se gurez karen. Is tarha kache amrood ke istemal se bhi gurez karna chahiye, kyun key eh qabz kar sakta hai. Bohat paka hua bhi na khaya jaey. Kyun ke nazuk phal hai, bohat jald gal jata hai aur bacteria shamil hone ka khatra hota hai. Ise mamool ke khan eke bad istemal kiya jey to behtar hai.

Guava Benefits In Urdu


(Amrood Ke Faide In Urdu)


Amrood (Guava ) ka mizaaj nutadil bataya jata hai. Yeh amoman 3 se 4 hours mein khana hazam kar leta hai. Yeh maqwi, mufaraah aur mufeed asraat rakhne wala fruit hai. Pakistan mein Guava fruit aam paya jata hai. Qeemat mein bhi mehnga nahi, lehaza white ho ya red khana chahiye. Amrood (Guava) kaye qisam ka hota hai, kisi ke andar beej he beej hote hai aur kisi mein bohat kam beej hote hain. Joshanda ke liye 3 se 4 leaves guava ke, 8 se 10 daney kali mirch ke aur 20 gram garlic, 2 se 3 piyali pani mein boil kar len phir dam kar ke istemal karen. Amrood (Guava) aik achi ghiza hai, is mein sugar ka bohat ziyada juz hota hai. Is mein Vitamin C bhi sab fruits se ziyada hota hai. Peel off kar ke khane se yeh qabz karta hai. Amrood ka murabba dil ki taqat ke liye mufeed hai aur qabz kusha hai.

Uses of Guava in Different Diseases


Guava Allergy :


Fresh burg guava ko bareek kaat ke pani mein boil kar len aur mutasira skin, phorey, phunsi, chunbul ke zakham aur khrash ki jagah par lagaeyn. Zakham mandmal ho jaega aur shikayat rafaa ho jaegi.

Guava For Diabetes :


Guava khana ya is ke juice ka istemal dono he mufeed hain. Khas kar blood ki barhti hui diabetes mein numayan taur par kami waqeya hoti hai.

Guava For Digestion :


Daily foods mein Guava ke istemal se khana hazam karne ki salahiyat barhti hai. Hazmey ko taqwiyat milti hai. Intestines ke afaal behtar hote hain. Bhook mein izafa hota hai. Muraghan ghizaon ke istemal ke bad meyde ka bharipan zaiyl kar deta hai. Lever ko nae tawanai hasil hoti hai.

Guava For Piles :


Amrood (Guava) mein Vitamin C ki wajah se Blood piles ke patient ke liye shifa hai.

Guava For Blisters in Mouth :


Mouth blisters, gums pain, soiling, mouth ulcer, mouth smell problem se nijaat ke liye Guava ke leaves len, inhe pani mein josh de kar ghararey kar len, takleef rafaa ho jaegi.

Guava For Constipation :


Amrood (Guava) mein protein ke ilawa minerals iodine aur biotic oil ki wafer miqdar maujood hoti hai, lehaza daiymi qabz ke liyebohat mufeed hai.

Guava For Face :

Amrood (Guava ) ke goodey ka paste bana kar mask ka taur par istemal kiya jaey ya leaves samet kuch miqdar ko steam mein tayyar kar ke thanda hone par chehre par lagaeyn aur 10 minute bad wash kar len. Yeh skin ki qudrati lachak bahaal karta hai.

                            Guava Benefits In English 


Guava is a sweet, little salty, little bitter & very cold.It also eliminates phlegm and excessive bile in the body. It is relishing and gives virility. It cures inflammation, It is beneficial for a person suffering from irregular remitest fever

Uses

  1. Guava increases and strengthens the intelligence, so it is very beneficial for the students and other people who do mental work.
  2. The skin of the roots of guava tree cures fever and hiccups.
  3. Drinking the water in which the powder made from the seeds of guava fruit and some sugar have been dissolved cures the flaws related with bile.
  4. Using guava for two or three days cures constipation.
  5. The intoxicating effects of bhang diminish if 2-4 guavas are eaten or the juice extracted from its leaves is taken.
  6. Guava is very nutritious as it contains the maximum number of vitamins required by our body.

                                                                    Note
Eating guava on empty stomach causes the formation of excessive wind in the stomach i.e. flutulence. It can also cause fever.

 






No comments:

Post a Comment